Tuesday, June 12, 2007

Kuch lamhe....

Raat ki tanhaayi aur us beparwah sanam ki yaad
jane kis safar par nikala hai dil aaj
jab hai yaado ka silsila itna khoobasoorat
toh zaaalim ki baho me toh jannat hogi......

No comments: